How to add ads code in article blogger post 2021

 How to add ads code  in article  blogger post 2021



Watch this article in video





               Asalam alaikum friend is
 Article mai hum sika geh how to add ads in article in blogger on mobile and so friend yeah hamara blog hai aur apko pehla number article open kerka screen short hai keh aisa article keh beach mai ads kaisa lagaya jaskata hai.





Ab is articles ko daiklo 



to dosto abhi hum apko dusra post dekata hai jis mai ads article mai nai lagaya hai aur is video apko dekaya geh keh kaisa lag skta hai mukamal tareeqa friends to agr apne hamara channel subscribe nai keya hai to plz subscribe kera aur video ko mukamal daika takeh apko earning bhi is ads se start ho


 . is article mai ap daik skta ho koi ads nai laga hai.
mai is mai 3 jaga per ads lagana chahta ho
 to first of all ap ne adscene webisite per jana hai aur ads mai overview per click kerna hai , iske bad by ads unit per click kerna hai , ismai yeah 3rd number click (in article) wala aur apke sath asa window open hojaye ge




phir ap ne ad unit name mai koi bhi name dado jo apko pehchana mai asani hoge iske ilawa apke ads jo manually show hoga istara hoga. ap isko customized kerskta ho. iskeh bad dosto apne save and get code per click kerna hai.  aur is window mai se ap ne copy code snippet per click kerna hai aur apke  clipboard mai save hojaye ga. 



copy kerna ke bad ap ne blogger ke post per ana hai. aur apna post jidher ap ads lagana chahta ho wos article per click kerna hai . aur apne mobile browser ko desktop site per la ao.  apne article ke jidher ap ads lagana chahta




un jago per koi bhi words likha jo apko search kerna mai asan hoge to mai idher koi bhi words likh laita ho to dosto ismai mai teen jaga ads lagana chahta ho




to teen jaga mai ne same words likh leya . iske bad ap ne html view select kerna hai idher se



dosto is mai normally tora dondna mushkil hota hai to ap ne three dots per click kerka find in page select kerna hai.



aur search mai wahi words likha jo apne add keya te.

ise tarah apke pass tamam ads wali jaga show ho jaye ge jider ap ne ads lagana hai.

phir ap ne yeah jo words hai remove kerna hai aur simply paste dabaye geh to jo clipboard mai save ads code hai idher paste ho jaye ga.
to dosto istarah sara ads ke code paste kerna hai ....
Ap simply isko update kera aur tore dair mai ads shoro ho jaye ge. aur is code ko ap har ek post add kerskta ho. 
dosra code bana ke zarurat nai. 
friend last mai check kerta hain ke ads start ho gye article mai ya nai. 

g ha dosto ads start ho gye hai jidher hum ne code put keya ta.


Thanks for visiting

Comments

Popular posts from this blog

Hazrat Umar Farooq RA Life